Posts

Showing posts from June, 2018

Moment Of Life : 6

ki is baar sharab ko gunahgaar na kahna ,jo me bahak jau ki abhi abhi unse nazre mila ke aaya hun Jitna yaad hai mujhe har baar paimaane me piya krta tha ki is bar unke honto se pike aaya hun ki is baar sharab ko gunahgaar na kahna,jo me bahak jau ki is bar unke honto se pike aaya hun ki in foolo ko tawwjo na dena , jo me mahak jaau ki abhi abhi unko chhuke aaya hun  jitna yaad hai mujhe har baar itr lgaya krta tha ki is baar unko gle lga kr aaya hun ki in foolo ko tawwjo na dena , jo me mahak jaau ki is baar unko gle lga kr aaya hun ki is bhid ko mera humsafar na kahna ,jo me shahar ho jau ki abhi abhi unse guptgu krke aaya hun jitna yaad hai mujhe har baar yaaro se yaar hi sunta tha ki is bar unke honto se pyar sunkr aaya hun ki is bhid ko mera humsafar na kahna ,jo me shahar ho jau ki is bar unke honto se pyar sunkr aaya hun ki in baarisho ko ishq ka paigam na samjhna ,jo me aashiq ho jau ki abhi abhi mohhbat ke smndr me bhig ke aaya hun jitna yaad hai muj