Posts

Showing posts from December, 2018

Bas Yunhi, Ab Sb Km Ho Gya Hai

Uska ab krna baate mujhse Km ho gya hai Rhna uska khyalo me mere Km ho gya hai Aesa nhi hai ki tkrar hai koi bs yunhi ! Darminyan hamare,faaslo ka ghar ho gya hai ! Rhna har din banho me hmare Bnd ho gya hai Milna hmara har raat unse Km ho gya hai Aesa nhi hai ki narazagi hai koi Bs yunhi ! Mnzilo ka sfr hmara, Unse thoda alg ho gya hai ! Akele hm bhi hai or wo bhi Jarurat unhe bhi hai or hme bhi Pr jatana hk hmara unpr Ab km ho gya hai Ho jaaya krti hai baate mahino me kbhi kbhi Pr ab wo mera unko baato pr hnsana km ho gya hai Aesa nhi hai ki koi gila shikwa hai unka mujhse koi Bs yunhi ! Maturity ke saaye me naadaniyo ka aana Km ho hya hai ! Han km ho gya ! Bahot kuch ! Wo har roj dekhna tujhe ! Wo har roj chahna tujhe ! Wo har roj btana tujhe ! Wo har roj stana tujhe ! Wo har roj ish-e-izhar jatana tujhe ! Wo har roj sahlana tujhe ! Hmmmm......km ho gya hai Nhi aesa nhi hai ki kuch nhi hai darmiyan hmare ! Bs yunhi ! Han bs yunhi !! Sb ab km ho gya hai !!!