Bas Yunhi, Ab Sb Km Ho Gya Hai

Uska ab krna baate mujhse
Km ho gya hai
Rhna uska khyalo me mere
Km ho gya hai
Aesa nhi hai ki tkrar hai koi
bs yunhi !
Darminyan hamare,faaslo ka ghar ho gya hai !


Rhna har din banho me hmare
Bnd ho gya hai
Milna hmara har raat unse
Km ho gya hai
Aesa nhi hai ki narazagi hai koi
Bs yunhi !
Mnzilo ka sfr hmara, Unse thoda alg ho gya hai !


Akele hm bhi hai or wo bhi
Jarurat unhe bhi hai or hme bhi
Pr jatana hk hmara unpr
Ab km ho gya hai
Ho jaaya krti hai baate mahino me
kbhi kbhi
Pr ab wo mera unko baato pr hnsana km ho gya hai
Aesa nhi hai ki koi gila shikwa hai unka mujhse koi
Bs yunhi !
Maturity ke saaye me naadaniyo ka aana
Km ho hya hai !

Han km ho gya !
Bahot kuch !
Wo har roj dekhna tujhe !
Wo har roj chahna tujhe !
Wo har roj btana tujhe !
Wo har roj stana tujhe !
Wo har roj ish-e-izhar jatana tujhe !
Wo har roj sahlana tujhe !
Hmmmm......km ho gya hai
Nhi aesa nhi hai ki kuch nhi hai darmiyan hmare !
Bs yunhi !
Han bs yunhi !!
Sb ab km ho gya hai !!!

Comments

Popular posts from this blog

Papa Suno, Naaraj hu me aapse....

Ek din ye shahar bhi chhut jaayega

दशहरा : इंसानी राम और इंसानी रावण