Sakht Londa / Shayad ye pyar nhi hai
Phli nzr me usne tumhe ghur liya
Or tumne use nzrandaz kr diya
Or use nzrandaz krne k bad tum khud ko sakht londa khte ho
To ho skta hai tum glt ho
Kyunki yaar phli nzr me to hm unhe bhi nzrandaz kr dete hai jo hmari aukat se bahar hoti hai
Bs kyonki der raat me usne tumhe call kiya
Or tumne janbujhkr uska jawab nhi diya
Or is avoidance se khud ko sakht londa khte ho
To ho skta h tum glt ho
Kyunki yaar late night bf k sath party krne k baad yaad aaye ki
Morning me assignment bhi dena hai to
Uske liye bhi kuch chutiyo ko call krna pdta hai or wo tum ho
Or agr kisi ldki ko dekhkr wo tumhara hath pkd leti hai
Or kisi ldke ko dekhkar tum uska hath chhod dete ho
Or is boyhood ke bad tum khud ko sakht londa smjhte ho
To ho skta hai tum galat ho
Kyunki yaar kisi ldke ke samne to hm us ldki ka bhi hath chhod dete hai jo uski bahan ho
Bs kyunki ab wo tumhari or tum uski hr baat ko smjh skte ho
Lekin tum hr uski baat ko undekha kr dete ho
Or is attitude se tum khud ko sakht londa khte ho
To ho skta hai tum glt ho
Kyunki yaar tumhe hr wo baat ignore krni hi pdti h jisme usne apne x-bf ka zikr kiya ho
Or kyunki you gave a grand party to her on your bday
And uske bday ke din tum uski bday party pr nhi jaate ho
Or is swag se tum khud ko sakht londa khte ho
To ho skta hai tum glt ho
Kyunki yaar aesa bhi ho skta hai ki usne tumhe bulaya hi na ho
Or kyunki tum uski insta, fb or WhatsApp story ka hissa bn chuke ho
And tumne ekbar bhi kbhi apni story me uski post nhi lgai hai
Or isse tum khud ko sakht londa khte ho
To ho skta hai tum glt ho
Kyunki photos to hm apne baap ke dar se bhi nhi lgate ki knhi dekh na le
Lekin agr julfo me uljhne se phle tum uske jism me uljhna chahte ho,
Or wo bekhof apna sb kuch tujhe de deti hai or tum le lete ho
bs ek ishare se tum uska or wo tumhara mood on kr deti hai
or mood on hone ke bawzood tum bs isliye use chhodkar chle aate ho kyunki tumhare best friend ne bulaya hai to
to nhi yaar tum hi sakht londe ho or ye baat sbko khte rho ki
jb tk ki har londa sakht londa nhi ban jaata
Comments
Post a Comment